Na Tu Zameen Ke Liye Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:- Dastaan (1972)
Singer :- Mohammed Rafi.
Performer:- Dilip Kumar.

Na Tu Zameen Ke Liye

Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye

Tera wajood hai
Tera wajood hai ab
Sirf daastan ke liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye

Palat ke suye chaman
Dekhne se kya hoga
Palat ke suye chaman
Dekhne se kya hoga

Woh shaakh hi na rahi
Jo thi aashiyaan ke liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye

Garaz parast jahaan mein
Wafa talaash na kar
Garaz parast jahaan mein
Wafa talaash na kar
Ye sheh bani thi
Kisi doosre jahaan ke liye

Tera wajood hai
Tera wajood hai ab
Sirf daastan ke liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye