Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics

Posted by & filed under .

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya tamam raat
Quayamt ka intezar kiya
Gazab kiya

Hasa hasa ke shab-e-wasl
Ashkbaar kiya
Tassaliya mujhe de deke
Bekarar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, gazab kiya

Hum aisi mehevi nazara na the
Jo [Incomprehensible]
Magar tumhari talpul ne
Hoshiyaar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, oh gazab kiya

Fasana aye shab-e-ghum unko
Ek kahani thi
Kuch eithbaar kiya
Kuch na eitbar kiya

Gazab kiya tere wade pe
Eitbaar kiya, gazab kiya