Dheere Se Aaja Ri Ankhiyan Mein Lyrics

Posted by & filed under , .

Album: Albela (1951)

Dheere se aaja ri akhiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja
Dheere se aaja ri akhiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja

Chupke se nainan ki bagiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja

O, lekar suhane sapno ki kaliyan
Sapno ki kaliyan
Lekar suhane sapno ki kaliyan
Aake basade palkon ki galiyan

Palkon ki choti si galiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja
Dheere se aaja ri akhiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja

Chupke se nainan se bagiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja

Taaron se chup kar taaron se chori
Taaron se chori
Taaron se chup kar taaron se chori
Deti hain rajni chanda ko lori

Hasta hain chanda bhi neendiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja
Dheere se aaja ri akhiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja

Chupke se nainan ki bagiyan mein
Neendiya aaja ri aaja, dheere se aaja