Aye Dil Ab Kahin Na Ja Lyrics

Posted by & filed under , , .

Album name:- Bluffmaster (1963)
Singer :- Talat Mahmood.
Performer:- Shammi Kapoor.

Aye Dil Ab Kahin Na Ja

Aye dil ab kahin na ja
Na kisi ka main
Na koi mera, aye dil

Jab chalen ham raah ulti
Pyaar duniya ke kiya
Jab chalen ham raah ulti
Pyaar duniya ke kiya
Raah jab seedhi mili toh
Sab ne thukra diya

Aye dil ab kahin na ja
Na kisi ka main
Na koi mera, aye dil

Na kisi ko chaah meri
Na kisi ko intzaar
Na kisi ko chaah meri
Na kisi ko intzaar

Isliye phir mudke
Dekhna baar baar
Dekhna baar baar

Aye dil ab kahin na ja
Na kisi ka main
Na koi mera, aye dil

Aye dil ab kahin na ja
Na kisi ka main
Na koi mera
Aye dil, Aye dil