Ab Kya Misal Doon Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Arti (1962)

Ab kya misal doon main
Tumhare shabab ki
Insaan ban gayi kiran
Mahataab ki
Ab kya misal doon

Chehere mein ghool gaya hain
Haseen chandani ka noor
Aankhon mein hain chaman ki
Jawaan rat ka suroor
Gardan hain ek jhuki hui hain
Daali, daali gulab ki

Ab kya misal doon main
Tumhare shabab ki
Ab kya misal doon

Kesu khule to shaam ke
Dil se dhua uthe tu le kadam to
Zuk ke na fir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama
Shama aftaab ki
Ab kya misal doon

Diwaron dar ka rang
Yeh aanchal yeh pair hun
Ghar ka chiraag
Buta sa yeh badan
Tasveer ho tumhi mere jannat ke
Jannat ke khwab ki

Ab kya misal doon main
Tumhare shabab ki
Insaan ban gayi kiran
Mahataab ki
Ab kya misal doon