Aayega Aanewale Lyrics

Posted by & filed under .

Album: Mahal (1949)

Khamosh hain zamana chup chap hain kinare
Aana hain aye duniya bekar hain dil ke mare
Aise me koi aahat is tarah aa rahi hain
Jaise utar raha hon mann mein koi hamare
Ya dil dhadak raha hain is aag ke sahare

Aayega, aayega, aayega
Aayega aanewala, aayega, aayega, aayega

Deepak bagair kaise parvane jal rahe hain
Deepak bagair kaise parvane jal rahe hain
Koi nahi chalata aur teer chal rahe hain
Koi nahi chalata aur teer chal rahe hain

Tadpega koi kab tak be aans be sahare
Tadpega koi kab tak be aans be sahare
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishare

Aayega, aayega, aayega
Aayega aanewala, aayega, aayega, aayega

Bhatki hui jawani mann dil ko dhoodti hain
Bhatki hui jawani mann dil ko dhoodti hain
Maaji bagair naiya maahil ko dhoondti hain
Maaji bagair naiya maahil ko dhoondti hain

Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinare
Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinare
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishare

Aayega, aayega, aayega
Aayega aanewala, aayega, aayega, aayega
Aayega